Kya aap blogger use karet hai Blogger me aapka account ya website hai agae hai to ( negative value are invalid for a pie chart ) aisa error aapko dekhne ko mil sakta hai kabhi bhi ye error kyon ata hai.
Jab aap apne he post ko baar baar click karkar dekhne ki kosis karte hai tab aisa error aata hai isse bachne ke liye aapko kya karna hoga iska bhi solutions me aapko bataunga kyon ki meine aisa error face kiya hai aap aisa error face na kare isi liye meine aap logo ke liye ek tutorial bhi banaya hai aur ek alag se bhi tutorial hai jo aapko dekhna hoga is article ke last me wo tutorial aapko mil jayega.
Meine kya kiya jab aisa error aya wo sab meine oos tutorial me bataya hai aapko jaakar jaroor dekhna chahiye wo tutorial kyonki agar aapka website agar blogger me hai to aapko bhi aisa error aa sakta hai in future isse bachne ke liye apna account suspend hone se bachane ke liye aapko kya karna hoga meine aapko tutorial me bataya hai wo jaroor dekhiye.
Agar mera tutorial pasand aaye like karna mat bhuliyega.
To chaliye aajka tutorial start karte hai